Saturday, July 28, 2012

Pj hi PJ

Pappu ki item paidaish gawaar
hai,
.
.
Sab par dish sawaar hai, dish
sawaar
hai,dish sawaar hai.
.
.
1 aur ho jaaye
Apne gammo ko dil me daba lo,
.
.
Naya GODREJ POWDER HAIR
COLOUR,Bas
kaato gholo aur lagalo.

Friday, July 27, 2012

CID PJ

One more
Shaam ka suraj dhal chuka hai,
.
.
Oh my god,sir yeh toh mar chuka
hai.
.
.
C.I.D's One
Fredricks ke sir par 50000 ka loan
hai,
.
.
Abhijeet pata karo yeh CID waali
shaayari banata kaun hai.

Killer PJ

Agar tabiyat kharaab hai to
dhundo koi
chemist,
.
.
My name is Khan and I'm not a
terrorist. .
.
Ek aur...
Dil pagal hai pyar me tere paaro,
.
.
ACP bola,"Fredricksk ghar ka kona-
kona
chaan maaro. .

killer PJ

Atma chhod gayi jism purana,
.
.
Didi tera Devar Deewana...













Blood donate karne ke pehle
hamesha
group janchna,
.
.
Basanti inn kutto ke samne mat
nachna.







Yasomati maiyya se bole nandlala,
.
.
Tata Sky laga dala toh life
jhingalala. .
Related Posts with Thumbnails