Wednesday, November 24, 2010

Pass ho ya Fail

Dad : xams mein pass ho ya fail, tumhe new bike dila dunga..
Son: thanks ..
Dad : pass hua to PULSAR, college jane ke liye ,,,
   FAIL hua to RAJDOOT dudh bechne ke liye ..

Icecream

Girl demanded for Icecream..
boy purchased it,..
Girl: Thank u..
Boy: Only thank u..??
Girl : u want kiss na,,?
Boy: chup kar ... Aadhi Ice cream de... ;)

Film ka Hero

Girl: ladke kaisa hai..?
pandit: Ladka achha hai, Engineering kiya hai, dikhne mein FILM ka hero lagta hai..
Girl: Kaunsi film ka Hero?
..
..
..
..
Pandit: Peepli Live... ;)

Happy Navratri

Maa ki jyoti se noor milta hai,..
sabke dilo ko shurur milta hai,,,
jo bhi jata hai Maa ke dwar..
kuchh na kuchh jaroor milta hai..
JAI MATA DI !!
Related Posts with Thumbnails