Showing posts with label Romantic. Show all posts
Showing posts with label Romantic. Show all posts

Sunday, May 5, 2013

Is Dil se apko bhula nhi sakte


Is Dil se apko bhula nhi sakte,
Aisa kyu hai ye bata nahi sakte,
Mushkil to ye hai ki aap yakeen nahi krte,
Aur afsos.. hum yakeen dila nhi skte..

Meri ek dost häi


Meri ek dost h,
aap ke bare m poochh rhi thi..
maine use aapka no. de diya hai..
wo aapse milne ayegi us ka naam hai..
"SMILE" think aa gyi

Saturday, August 27, 2011

Neend nahi aati

Neend aati hai to khaab aata hai
khaab mein ek ladki aati hai,
ladki ke piche uska baap aata hai
phir na neend aati hai na khaab aata hai.

Tuesday, August 23, 2011

happy friendship day

किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,

किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,

दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,

किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है



happy friendship day

Tuesday, August 16, 2011

Sab waqt ka pher hai

सब वक्त का फेर है न तुम गलत न मैं सही
वक्त बदला तुम बदले तो हम भी बदल गए.
तुम्हे भुलाना इतना भी मुश्किल न था
यादों की खुराक कड़वी थी दुनियादारी के पानी से निगल गए.
तय तो बहुत कुछ था पर हो न सका
जाना कहीं और था कहीं और निकल गए

Wednesday, June 8, 2011

Shayri


Door se woh salaam kar gaye
apni yadon ka hume gulam kar gaye.
Apni zindagi girwi rakh kar khareed tha jise
Aaj wo hi hume nilam kar gaye..

Wednesday, November 24, 2010

Yeh Dosti mein... Achha lagta hai

ajib dastan hoti hai dosti ki ladna milne se bhi achha lagta hai..
ladke manane wale bhi hote hai kuchh, to kuchh ki chidana achha lagta hai..
dost ke muh se kuchh sun ne ke liye kabhi jhuk jana bhi achha lagta hai..
safar train ka ho ya jindagi ka, khatanm hi nahi hoti batein, phir bhi khamosh rahkar muskarana achha lagta hai..
4 dosto mein lagta hai mil gayi poori dunia, baki sab bhool jana achha lagta hai,,
yaro hamesha sath rahna , tumara ye yarana bahut achha lagta hai....

Tuesday, October 26, 2010

Break Up Tip

"Breakup tip"
how 2 create d biggest doubt in ur lover's mind 4 urself!!?
Very Simple..
just suddenly msg dem ..
"I luv u too"..
Game over..

love

Earlier
luv started with eyes, grew with gifts,and ended with tears...
Now...
Luv starts 4m Cellphone, grows with msgs & ends wid
"D customer u r calling is busy on anodr call.."

mohabbat

Zindagi itni tanha kyun hoti hai..
Sabko kismat se sikayat kyun hoti hai..
yeh kismat bhi ajib khel khelti hai...
jise pana hai mushkil, mohabbat usi se kyun hoti hai..

Wednesday, September 22, 2010

Always remember

Always remember...
when he cancels a date it's because " he has to" but when she cancels a date
it's b'coz " she has two"..

Importance of kiss

Kiss is a key of love, love is a lock of marriage, marriage is a box of childrens
childrens are future of india, so start kissing and develop India.

Meaning of friendship

A 5yr old boy asked his friend : what is friendship?
She replied: friendship is wen u rob my chocolates everyday frm my bag
& I still keep it in d same place.

Teri judai

Boy:: teri judai mein neend udati hai chain khota hai, jan jati hai dil rota hai,
kuchh -kuchh hota hai.....
Girl: Dr. ko dikha lo, swine flu aise hi hota hai...!!!

importance of 1

1 stone is enough to break a glass..
1 sentence is enough 2 break a heart ..
1 second is enough is 2 fall in love and
1 sms is enough is 2 keep relations in touch..


Monday, August 9, 2010

Keemti cheez

U tho hum kisi ka picha nahi karte,
darde dil diya or liya nahi karte,
ittfak ki baat hai ye dil tujh par aagya,
warna itne keemti cheez kisi ko diya nahi karte

Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja
Mere seenay main kaye aur bhi ghum paltay hain
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar
Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain

Friday, August 6, 2010

AASMA PAR HONGE TOW BHI LAUT KAR AAYENGE

EHSAAS BAHUT HOGA JAB CHOR KE JAYENGE
ROENGE BAHUT MAGAR AANSOO NAHI AAYENGE
JAB SAATH KOI NA DE TOW AWAAZ HAME DENA
AASMA PAR HONGE TOW BHI LAUT KAR AAYENGE

Sirf paane ka matlab pyar nahi hota


Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.
Toh kya huwa agar hum tume na pasake,
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota.

Phhol ki kahani

Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai.
Related Posts with Thumbnails